Friday, June 09, 2006

yeh hath salamat hai jab tak is Khooon mein harat hai jab tak

Azad hai apne zikruu amal
barhpoor khazeena himat ka
eik por hai apni har saaat
imroz hai apna har farda


yeh shamo sahar yeh shamsoo qamar
yeh khaqar o kokab apne hain
yeh looh oo qalam
yeh tabloo alam
yeh malooo hasham
sab apne hain
yeh hath salamat hai jab tak
is khooon mein haraat hai jab tak
is dil mein sadaqat hai jab tak
is nukht mein hai taqat jab tak

No comments: